Qabr O Mazaraat Par phool Dalna Kaesa 09.

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



 *🥀 QABR O MAZARAAT PER PHOOL DAALNA KAESA 🥀*

 

🌳 *POST 09*

🍀🌼🍀🌼🍀🌼🍀🌼🍀

2⃣ *Azaab E Qabr me Kami HUZOOR NABI KAREEM ﷺ Ki Dua se dur huwi na k Shakho ki wajah se?*

🌰 *Al Jawab:*
🌲 Awwal to ye mehez awaam ko dhoka dena hai k mehez dua se azaab dur huwa agar sirf Dua ka maamla hota to bina shaakh tehni lagaye dua kar dete azaab Qayamat tak dur hojata magar Tehni kyu lagayi?

🌲 Aur phir Yaha ye hadees me qaid kyu lagayi gayi k jab tak wo Tehni taaza hogi azaab me kami karegi? Ye kyu farma balki ye keh dete k bas tehni lagi hai par dua hi asal hai tehni ka koi faida nahi, Maloom huwa k tum makkari fareb kaari me dube huwe ho.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

आगर पीरे कामिल ज़िंदा हो तो किसी और पीरे कामिल से तालिब हुआ जा सकता है क्या उसके लिए अपने शैख़ से इजाज़त लेना ज़रूरी है*

उर्स का मतलब क्या होता है और इसका मनाना कैसा है*

बुर्जुगाने दीन का तबर्रूक खाने से दिल मुर्दह हो जाता है किस का फतवा है*