Qabr O Mazaraat Par phool Dalna Kaesa 07

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴




 *🥀 QABR O MAZARAAT PER PHOOL DAALNA KAESA 🥀* 




🌳 *POST 07*

🍀🌼🍀🌼🍀🌼🍀🌼🍀

🌵 *Shaikh Abdul Haqq Muhaddis Dahelvi رحمة الله عليه ne Ashiatul’amaat Shara E Mishkaat me Is hadees k tehet likhte hai k,*

🌿 *“IS HADEES SE EK JAMAAT DALEEL PAKADTI HAI K QABRO PE SABZI PHOOL AUR KHUSHBOO DALNA JAYAZ HAI”*

🍁 Wakt K Mujaddid Muhaddis Jayaz Likh Rahey Hain aur ye aajke Nau umr jaahil Daawa hai ek haath me Quran ek haath Me Hadees ka lekin mablaghe ilm siwaye logo k gumraah karne k kuch nahi hai.

🌾 “Gulab wagairah k phool kabro par daalna accha hai jab tak taaza rahenge tasbeeh e ilahi karenge aur unki tasbeeh se mayyat ko uns (rahat - fayda) haasil hoga”

📗 *(Fatawa E Aalamgiri, Vol : 05, Kitabul Karahiyaat, Baab : Baabusaadis Ashra Ziyaratil Kaboor, Pg :351)*
📗 *(Raddul Mohtaar Vol :01, Pg :307)*
📗 *(Fatawa Razvia ‘Mutarzim’ Vol : 09, Pg : 760) *

🌺 “Jamaiul Barkaat” Me Kitab “Matalibul Mumineen” K hawale Se Aur “Kanjul Ubbad” Aur “Fatawa e Garaib” kitab me bhi hai ye masla aur ye dono kitab “Matalibul Mumineen” Aur “Jamaiul Barkaat” Firqa e wahabiya k nazdeek Mutebar Authentic Mustanad Maani jaati Hai. 

🍁 Gair Muqallid Maulvi Ishaaq Dahelvi Ne Apni Kitab “Mi’aata Masail” Aur Maulvi Muttakallim Kannauji Ne Apne Kitabo me inse masle istedlaal kiya hai. 

🌵 *Imam Mullah Ali Qari Al Hanfi رحمة الله عليه, Mirqat Shara E Mishqat me is hadees k shara me likhte hain.*

🌾 “Maloom Huwa K Mazaro Pe Phool Daalna Sunnat Hai”



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

आगर पीरे कामिल ज़िंदा हो तो किसी और पीरे कामिल से तालिब हुआ जा सकता है क्या उसके लिए अपने शैख़ से इजाज़त लेना ज़रूरी है*

उर्स का मतलब क्या होता है और इसका मनाना कैसा है*

बुर्जुगाने दीन का तबर्रूक खाने से दिल मुर्दह हो जाता है किस का फतवा है*