AWLIYA AUR SALEHEEN RADIYALLAHU TA’ALA ANHUM AJ’MAEEN KI KARAMAT KA BAYAN

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 AWLIYA AUR SALEHEEN RADIYALLAHU TA’ALA ANHUM AJ’MAEEN KI KARAMAT KA BAYAN 🥀*



      Part:04 (Last)

♦️“Hazrat Aboo Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Ki.... 

🌹Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya....

🔹Pehli Ummaton Me Aise Log They Jin Ke Dil Me Allah Ta’ala Ki Taraf Se Baatein Ilqa Ki Jaati (Ghaib Se Dil Me Daali Jaati) Thi (Ya’ni Unhein Ilhaam Hota Tha) Aur Meri Ummat Me Agar Koi Aisa Shakhs Hai To Woh Umar Hai.”....

🔸“Aur Hazrat Aboo Saeed Khudari RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Marwi Riwayat Me Bayan Kiya Ki Sahaba Kiram Ridwanullahi Ta’ala Alaihim Aj’maeen Ne Poochha... 
🌹(Ya RasoolAllah ﷺ !) Is Ilhaam Ki Kaifiyat Kya Hoti Hai?

🧡Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya...

♦️Us Ki Zubaan Par Farishe Bolte Hain.”

📕📘📔📕📘📔📙
Bukhari As-Sahih, 03/1349, Raqam-3486, &
03/1279, Raqam-3282,

Muslim As-Sahih, 04/1864, Raqam-2398,

Tirmidhi As-Sunan, 05/622, Raqam-3693,

Ibn Hibban As-Sahih, 15/317, Raqam-6894,

Hakim Al-Mustadrak, 03/92, Raqam-4499,
وقال : هذا حديث صحيح الإسناد ،
Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 06/55, Raqam-24330,

Bayhaqi Shuab-ul-Iman, 05/48, Raqam-5734,

Tabarani Al-Mu’jam-ul-Awsat, 07/18, Raqam-6726,

Daylami Musnad-ul-Firdaws, 03/278, Raqam-4839,

Ibn Rahawayh Al-Musnad, 02/479, Raqam-1058,

Hakeem Tirmidhi Nawadir-ul-Usul, 03/138,

Nawawi Riyad-us-Saleheen, 01/564, Raqam-1504,

Haythami Majma‘-uz-Zawa’id, 09/69,

Bayhaqi Al-I’tiqad, 01/315,

Asqalani Fat’h-ul-Bari, 06/50,

Mubarakpuri Tuhfat-ul-Ahwadhi, 10/125



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

आगर पीरे कामिल ज़िंदा हो तो किसी और पीरे कामिल से तालिब हुआ जा सकता है क्या उसके लिए अपने शैख़ से इजाज़त लेना ज़रूरी है*

उर्स का मतलब क्या होता है और इसका मनाना कैसा है*

बुर्जुगाने दीन का तबर्रूक खाने से दिल मुर्दह हो जाता है किस का फतवा है*