Kya Ambiya Auliya Ki Mazaro Me Barkat Hai*
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 084 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Ambiya Auliya Ki Mazaro Me Barkat Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Sureh Al Isra Ayat 1*
*سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِّنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى الْمَسْجِدِ الْأَقْصَى الَّذِي بَارَكْنَا حَوْلَهُ لِنُرِيَهُ مِنْ آيَاتِنَا ۚ إِنَّهُ هُوَ السَّمِيعُ الْبَصِيرُ*
*Paaki Hai Use Jo Apne Bande Ko Muhammad ﷺ Ko Raato Raat Le Gaya Masjid e Haram Makkah Se Masjid e Aqsa Tak Jiske Ird Gird Hamne Barkat Rakh khi Ki Hum Usay Apni Azeem Nishaniya Dikhaye Beshaq Wo Sunta Aur Dekhta Hai*
*📚 Tafsir e Kabir Arabic To Turkish Vol 14 Page 389*
*👉 NOTE; Hazrat Imam Fakhruddin Raazi Al Mutawaffah 606 Hijri رحمۃ اللہ علیہ Is Ayat Ki Tafsir Me Likhte Hai Masjid e Aqsa Ke Ird Gird Barkat Hai Iska Matlab (Meaning) Ye Ki Waha Par Ambiya e Kiram Ke Qabre (Mazaraat) Hai Jinko Allah ﷻ Barkat Keh Raha Hai Khulasa Jab Ambiya Rasoolo Ke Mazaaraat Ka Aalam Ye He To Roza e Rasool ﷺ Ka Aalam Kya Hoga*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment